Aaj aap sab ko kissi bahut interesting personality se milwaate hain
Is ladke pe who marti hain
Jab bhi baat karti hain
Apne haal e dil bayaan karti hain
[Ab ladke ka haal jaaniye huzoor]
(Yeh usse bhi bada deewana ladka)
Jab bhi mujhe online mila karta tha
Mujhse (haan haan MUJHSE) pucha karta tha
Kis Kis ko main pyaar karu… {arre haan wohi gaana hain yeh}
{fir uske baad usne mujhse puchna bandh kar dia :P…. Shayad…. Over dose de dia
Is Khuda ke Bandhay ki baarikiyaan jaante hain!!
Pyaar ka Funda:
“Hum Couple tho hain magar commitment ka pata nahin”
{waah kya kismat hain us har ladke ki jisko aisa ladkaaa… mera matalb… is type ki ladki mile :P }
Charisma:
“Masum hain par Masumiyat nahin
Sharif hain par Sharaafat nahin”
{fir bhi log thag jaate hain}
Ghar walo ka kehna:
He is a Godfather to lil one… a perfect brother to elder ones….and a responsible son to olders {Thank me Shitij…. I knw u must be happy… par dil pe patthar rakh ke
Talent se pehchaan:
“Kavitaayen kamaal kamaal ki likhta hain
Fir 100 rupay bhi ainth tha hain “ {for every poem }
“Kuch bhi kaam karvao
Tho pehle khud ka kaam sochta hain" {ab kya karein...}
Khiladi Business ka:
Bahut bada Venture Capitalist hain – Return on Talent dekh kar hi apna capital (talent) lagata (batata) hain…
## Haina na Anokha ##
{PS: Oh btw this Spirit is a kick ass event in all those life who know him....His name's Shitij....and he is the biggest not wanting mistake...Supposedly… I asked him to read my blogs…. And I had to pay BIG for this... so wrote for him……….. Just on his request!!}

